Yeh Mera Dil-Asha
    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Yeh Mera Dil - Asha/Latha/Kavitha

La la la la lee la la la

Ye mera dil yaar kaa deewana

Deewana deewana pyaar kaa parwana

Aataa hai mujhako

Pyaar me jal jana

Mushkil hai pyaare

Teraa bach ke jana

Ye mera dil yaar kaa deewana

Ye mera dil yaar kaa deewana

Dil vo chaahe jise

Chaahe jise use paaye

Pyaar vo yaar ke jo

Naam pe hii mit jaaye

Dil vo chaahe jise

Chaahe jise use paaye

Pyaar vo yaar ke jo

Naam pe hii mit jaaye

Jaan ke badale me

Jaan luu nazaraanaa

Ye mera dil yaar kaa deewana

Deewana deewana pyaar kaa parwana

Pal pal ik hal chal

Dil me ik tuufaan hai

Aane ko hai vo manzil

Jis ka mujhe aramaa hai

Pal pal ik hal chal

Dil me ik tuufaan hai

Aane ko hai vo manzil

Jis ka mujhe aramaa hai

Bhuulegaa naa tujhe

Dil kaa ye takrana

Ye mera dil yaar kaa deewana

Deewana deewana pyaar kaa parwana

Aataa hai mujhako

Pyaar me jal jana

Mushkil hai pyaare

Teraa bach ke jana

Ye mera dil yaar kaa deewana

Ye mera dil yaar kaa

Deewana

展开显示全部歌词