Judaai-Soham Naik

Judaai

歌手:Soham Naik

专辑:Judaai

时间:2026-09-16

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Koi matlab puche jo pyar ka

Tujhe yaad kar leta hoon

Dhundli tasveer ko dil ki

Thodi saaf kar leta hoon

Koi matlab puche jo pyar ka

Tujhe yaad kar leta hoon

Dhundli tasveer ko dil ki

Thodi saaf kar leta hoon

Iss dard-e-dil ki main na chahun dawayi

Teri yaad ki kaid se na chahun rihaai

Fidaai fidaai

Tere ishq mein

Judaai judaai

Tujhse chahun na main judaaiMusic & Audio

Aasmaa ka tere main chand banna chahun

Toota sa koi main sitara nahi

Raaton ko tere khwaab bunna chahun

Nindon ko aur koi gawara nahi

Is dard-e-dil ki main naa chahun dawaayi

Teri yaad ki kaid se na chahun rihaai

Fidaai fidaai

Tere ishq mein

Judaai judaai

Tujhse chahun na main judaai

Main judaai

Judaai judaai

Fidaai fidaai

Fidaai fidaai

Fidaai judaai

展开显示全部歌词