Mere Dil Jigar Se Guzri Hai - Kumar Sanu/Alka Yagnik
Lyrics by:Sameer
Composed by:Anu Malik
Produced by:Tips Films
Mere dil jigar se guzri hai
Ek ladki idhar se guzri hai
Mere dil jigar se guzri hai
Ek ladki idhar se guzri hai
Gore gore gaalon waali
Kaale kaale baalon waali
Gore gore gaalon waali
Kaale kaale baalon waali
Baheki baheki chaalon waali
Masti solaah saalon waali
Deewaana karke gayi
O rabba ho ho ho
O rabba ho ho ho
O rabba ho ho ho
O rabba ho ho ho
Mere dil jigar se guzra hai
Ek ladka idhar se guzra hai
Mere dil jigar se guzra hai
Ek ladka idhar se guzra hai
Seedha saadha bhola bhaala
Mujhe tadpaane waala
Seedha saadha bhola bhaala
Mujhe tadpaane waala
Raaton ko jagaane waala
Khwaabon ko sajaane waala
Deewaani karke gaya
O rabba ho ho ho
O rabba ho ho ho
O rabba ho ho ho
O rabba ho ho ho
Hai hai hai teri aankhen
Bin kaajal kajraari
Hai hai hai teri baatein
Lagti hai mujhko pyaari
Hey mera chain loota hai
Teri in adaaon ne
Tere khwaab rehte hain
Meri in nigaahon mein
Abhi abhi aayi ho ruko zara jaao na
Koi dekh lega yun
Mujhe tum sataao na na na na na
Bachke nazar se guzri hai
Ek ladki idhar se guzri hai
Gore gore gaalon waali
Kaale kaale baalon waali
Gore gore gaalon waali
Kaale kaale baalon waali
Baheki baheki chaalon waali
Masti solaah saalon waali
Deewaana karke gayi
O rabba ho ho ho
O rabba ho ho ho
O rabba ho ho ho
O rabba ho ho ho
Kal kal milne waala vaada
Dekho tum bhool na jaana
Main jo bhool bhi jaaoon
Tum mujhe yaad dilaana
Ho ghadi do ghadi ki bhi
Dooriyaan sataati hai
Ho tujhe raat din meri
Dhadkanein bulaati hai
Badi pyaas jaagi hai
Badi beqaraari hai
Bas teri tamanna hai
Teri khumaari hai haa
Dekho kidhar se guzra hai
Ek ladka idhar se guzra hai
Seedha saadha bhola bhaala
Mujhe tadpaane waala
Seedha saadha bhola bhaala
Mujhe tadpaane waala
Raaton ko jagaane waala
Khwaabon ko sajaane waala
Deewaani karke gaya
O rabba ho ho ho
O rabba ho ho ho
O rabba ho ho ho
O rabba ho ho ho
Mere dil jigar se guzri hai
Ek ladki idhar se guzri hai
Gore gore gaalon waali
Kaale kaale baalon waali
Gore gore gaalon waali
Kaale kaale baalon waali
Baheki baheki chaalon waali
Masti solaah saalon waali
Deewaana karke gayi
O rabba ho ho ho
O rabba ho ho ho
O rabba ho ho ho
O rabba ho ho ho