Chori Chori Jab Nazrein Mili, Pt. 1 - Kumar Sanu/Sanjivani
Lyrics by:Rahat Indori
Composed by:Anu Malik
Produced by:Vidhu Vinod Chopra
Yeh kya hua kaise hua
Yeh kab hua kya pata
Chori chori jab nazrein mili
Chori chori phir neende udi
Chori chori ye dil ne kaha
Chori me bhi hai mazaa
Chori chori jab nazrein mili
Chori chori phir neende udi
Chori chori ye dil ne kaha
Chori me bhi hai mazaa
Chori chori jab nazrein mili
Kya jaane kya mil gaya
Kya jaane kya kho gaya
Tune yeh kya kar diya
Mujhko yeh kya ho gaya
Palke jhuki palke uthi
Kya keh diya kya suna
Phoolon ke khwabon me aakar
Khushboo chura le gayi
Baadal ka aanchal bhi aakar
Oo pagal hawaa le gayi
Phoolon ke khwabon me aakar
Khushboo chura le gayi
Hey baadal ka aanchal bhi aakar
Pagal hawaa le gayi
Ek phool ne ek phool se
Phir kaan mein kuch kaha
Chori chori jab nazrein mili
Chori chori fir neende udi
Chori chori ye dil ne kaha
Chori mein bhi hai mazaa haayee
Rishton ke neele bhanwar
Kuch aur gehre hue
Tere mere saaye haiii
Pani pe thehre hue
Jab pyar ka moti gira
Ban ne laga daayra
Chori chori jab
Chori chori jab nazrein mili
Chori chori phir neende udi
Chori chori yeh dil ne kaha
Oh chori me bhi hai mazaa haaye