Main Agar Saamne-Abhijeet

Main Agar Saamne

歌手:Abhijeet

时间:2018-10-27

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Main Agar Saamne - Abhijeet/Alka Yagnik

Composed by:Nadeem - Shravan

Hey hey hey hey aahahaha

La la la la aaaah

Main agar saamne aa bhi jaaya karoon

Laazmi hai ke tum mujhse parda karo

Apni shaadi ke din ab nahin door hai

Main bhi tadpa karoon tum bhi tadpa karo

Badi mushkil hai yeh mera dil hai

Badi mushkil hai yeh mera dil hai

Tum hi kaho kaise main chup rahoon

Tum agar saamne aa bhi jaaya karo

Laazmi hai ke main tumse parda karoon

Apni shaadi ke din ab nahin door hai

Main bhi tadpa karoon tum bhi tadpa karo

Badi mushkil hai yeh mera dil hai

Badi mushkil hai yeh mera dil hai

Tum hi kaho kaise main chup rahoon

Tum agar saamne aa bhi jaaya karo

Laazmi hai ke main tumse parda karoon

Hey hey eh hey aah la la la la la

Sataane ke manaane ke

Yeh din hai aazmaane ke

Zara samjha karo dilbar tumhe meri kasam

Yehi meri hai majboori

Sehi jaaye na ab doori

Mera kya haal hai kaise bataaoon main sanam

Zameen hogi gagan hoga

Tera mera milan hoga

Main agar tumse nazrein milaaya karoon

Laazmi hai ke tum mujhse parda karo

Aaah la la la laaaa

Main duniya se chala jaaoon

Kabhi na lautke aaoon

Karogi kya akele tum bataao dilrooba

Main rab se chheen laaoongi

Tujhe apna banaaoongi

Chalegi saans jab tak yeh na honge hum judaa

Na apni yeh kasam toote

Jo rab roothe to rab roothe

Main agar tumko milne bulaaya karoon

Laazmi hai ke tum mujhse parda karo

Apni shaadi ke din ab nahin door hai

Main bhi tadpa karoon tum bhi tadpa karo

Badi mushkil hai yeh mera dil hai

Tum hi kaho kaise main chup rahoon

Main agar saamne aa bhi jaaya karoon

Laazmi hai ke tum mujhse parda karo

展开显示全部歌词