Main Yahaan Hoon-爱无国界

Main Yahaan Hoon

歌手:爱无国界

专辑:爱无国界

时间:2004-11-12

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Main Yahaan Hoon - 爱无国界 (Veer-Zaara)

Jaanam dekh lo

Mit gayi dooriyaan

Main yahaan hoon yahaan hoon yahaan hoon yahaan

Jaanam dekh lo mit gayi dooriyaan

Main yahaan hoon yahaan hoon yahaan hoon yahaan

Jaanam dekh lo mit gayi dooriyaan

Main yahaan hoon yahaan hoon yahaan hoon yahaan

Kaisi sarhadein kaisi majbooriyaan

Main yahaan hoon yahaan hoon yahaan hoonm yahaan

Tum chhupa na sakogi main woh raaz hoon

Tum bhoola na sakogi woh andaaz hoon

Goonjta hoon jo dil mein toh hairaan ho kyun

Main tumhaare hi dil ki toh awaaz hoon

Sun sako toh suno dhadkanon ki zabaan

Main yahaan hoon yahaan hoon yahaan hoon yahaan

Kaisi sarhadein kaisi majbooriyaan

Main yahaan hoon yahaan hoon yahaan hoon yahaan

Main hi main ab tumhaare khayaalon mein hoon

Main jawaabon mein hoon

Main sawaalon mein hoon

Main tumhaare har ek khwaab mein hoon basa

Main tumhaari nazar ke ujaalon mein hoon

Dekhti ho mujhe dekhti ho jahaan

展开显示全部歌词