Uff-Vishal
    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Uff - Vishal/Harshdeep Kaur/Shekhar/Benny Dayal (Benny Dayal)

Uff mere dil mein thodi khaali si jagah thi

Uff tune aake bin kiraaye ye jagah li

Kuch keh bhi na saki ye kaisi bebasi

Yun chupke chupke aaya bin bulaya mehmaan

Uff mere dil mein thodi khaali si jagah thi

Humko na khabar kab kaise aaya wo

Dil se khus-phus kya farmaya wo

Ho ho

Uff mere dil mein thodi khaali si jagah thi

Uff tune aake bin kiraye ye jagah li

Kuch keh bhi na saki ye kaisi bebasi

Yun chupke chupke aaya bin bulaya mehmaan

Uff mere dil mein thodi uff

Mere dil mein uff uff

Mere dil mein thodi khaali si jagah thi

Kya kya karaogi khwabon mein humse

Khwabon mein humse

Badloon main rang kitne khamkha

Uda uda ban ke gubbara

Mera dil buddhu bechara

Haule haule tune pukaara

Jahaan bhi wahaan ye jaaye

Chalo chalo yun aankhein meeche

Dheere dheere ye tere peeche

Zara zara ye kheenche kheenche

Dekho na dekho

Humko na khabar kab kaise aaya wo

Dil se khus-phus kya farmaya wo

Humko na khabar kab kaise aaya wo

Dil se khus-phus kya farmaya wo

Kehne ko toh hey

Teri wajah se hai

Saara jahaan hey

Nayi jagah si hai

Kehne ko toh hey

Teri wajah se hai

Saara jahaan hey

Nayi jagah si hai

Sabko khabar aur sabko pata bhi hai

Yeh jo hua

Dekho abhi toh chhodo

Tum bhi ye bahana toh

Dil ke badle dil nazraana do

Humko na khabar kab kaise aaya woh

Dil se khus-phus kya farmaaya woh

Ho oh

Uff mere dil mein thodi khaali si jagah thi

Uff tune aake bin kiraye ye jagah li

Kuch keh bhi na saki

Ye kaisi bebasi

展开显示全部歌词