Aankhon Se Tune Kya Keh Diya - Kumar Sanu/Alka Yagnik
Lyrics by:Sameer
Composed by:Jatin/Lalit
Produced by:Mukesh Bhatt
Aah
Aah
Aankhon se tuune ye kya kah diya
Dil ye deewaanaa dhadkane lagaa
Tanhai mein hum milee is tarah
Baarish mein sholaa bhadakne lagaa
Too tadapane lagaa
Main machalane lagee
Buund tan pe giri
Jaan machalane lagee
Chha raha hai ajab sa nasha
Aankhon se tuune ye kya kah diya
Dil ye deewaanaa dhadkane lagaa
Tanhai mein hum milee is tarah
Baarish mein sholaa bhadakne lagaa
Too tadapane lagaa
Hm-hm
Main machalane lagee
He-he
Buund tan pe giri
Jaan machalane lagee
Chha raha hai ajab sa nasha
Aankhon se tuune ye kya kah diya
Dil ye deewaanaa dhadkane lagaa
Ah-ah-ah
Ah-ah-ah
Thodee sardi bhee hai
Thodee garmee bhee hai
Thodee hai bebasii
Thodee marzi bhee hai
Aise mein hum bhalaa
Kya karen too bataa?
Jo bhee hota hai vo
Hone de dilruba haan
Aankhon se tuune ye kya kah diya
Dil ye deewaanaa dhadkane lagaa
Tanhai mein hum milee is tarah
Baarish mein sholaa bhadakne lagaa
Paas aaoon jo main
Dil ye dartaa hai kyun?
Door jaaegaa too
Aisa lagtaa hai kyun?
Maine vaadaa kiya
Maine lee hai qasam
Umr-bhar naa kabhi
Pyaar hoga ye kam
Aankhon se tuune ye kya kah diya
Dil ye deewaanaa dhadkane lagaa
Tanhai mein hum milee is tarah
Baarish mein sholaa bhadakne lagaa
Too tadapane lagaa
Hm-hm
Main machalane lagee
He-he
Buund tan pe giri
Jaan machalane lagee
Chha raha hai ajab sa nasha
Aankhon se tuune ye kya kah diya
Dil ye deewaanaa dhadkane lagaa
Tanhai mein hum milee is tarah
Baarish mein sholaa bhadakne lagaa
Ah-ah-ah-ah
Ah-ah-ah-ah
Ah-ah-ah-ah
Ah-ah-ah-ah