Saanson Ko-Sharib Toshi
    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Saanson Ko - Sharib Toshi/Arijit Singh (阿里吉特·辛格)

Saanson ko jeene ka

Ishaara mil gaya

Dooba main tujh mein to

Kinara mil gaya

Saanson ko jeene ka

Ishaara mil gaya

Zindagi ka pata

Dobara mil gaya

Tu mila toh khuda ka

Sahara mil gaya

Tu mila toh khuda ka

Sahara mil gaya

Ghamzada ghamzada

Dil ye tha ghamzada

Bin tere bin tere

Dil ye tha ghamzada

Aaraam de tu mujhe

Barson ka hoon main thaka

Palkon pe raatein liye

Tere waaste main jaga

Main jaga

Aaraam de tu mujhe

Barson ka hoon main thaka

Palkon pe raatein liye

Tere waaste main jaga

Mere har dard ki

Gehraayi ko

Mehsoos karta hai tu

Teri aankhon se gham

Tera mujhe maaloom hone laga

Tu mila to khuda ka

Sahara mil gaya

Tu mila to khuda ka

Sahara mil gaya

Main raaz tujhse kahun

Humraaz ban ja zara

Karni hai kuch guftagoo

Alfaaz ban ja zara

Main raaz tujhse kahun

Humraaz ban ja zara

Karni hai kuch guftagoo

Alfaaz ban ja zara

Juda jab se hua tere bina

Khamosh rehta hoon main

Labon ke paas aa

Ab tu meri aawaaz ban ja zara

Tu mila to khuda ka

Sahara mil gaya

Tu mila to khuda ka

Sahara mil gaya

Ghamzada ghamzada

Dil ye tha ghamzada

Bin tere bin tere

Dil ye tha ghamzada

展开显示全部歌词