Ae Kash Ke Hum-Kumar Sanu
    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Ae Kash Ke Hum - Jatin Lalit

Written by:Jatin Pandit/Lalit Pandit/Majrooh Sultanpuri

Lalallalla lalallalla lalalala

Ae kaash ke hum hosh mein ab aane na paaye

Bas nagmein tere pyaar ke gaate hi jaaye

Ae kaash ke hum hosh mein ab aane na paaye

Ae kaash ke hum hosh mein ab aane na paaye

Khilati mahakati yeh julfon kee shaam hasate khanakate

Yeh hothhon ke jaam

Khilati mahakati yeh julfon kee shaam hasate khanakate

Yeh hothon ke jaam

Aa zoom ke saath uthhaye

Bas nagmein tere pyaar ke

Gaate hi jaaye

Ae kaash ke hum hosh mein ab aane na paaye

Bas nagmein tere pyaar ke

Gaate hee jaaye

Lala lalla lalallalla lala la la lalala lalla

Ho bas agar tum humaare sanam

Hum toh sitaaron pe rakh de kadam

Ho bas agar tum humaare sanam

Hum toh sitaaron pe rakh de kadam

Saaraa jahaan bhool jaaye

展开显示全部歌词