Aankhon Ki Gustakhiyan Maaf Ho-Kumar Sanu
    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Aankhon Ki Gustakhiyan Maaf Ho - Kumar Sanu/Kavita Krishnamurthy

Sa re sa re ni sa paa re sa re paa

Sa re sa re ni sa paa re sa re paa

Paa dha ni dha paa re ga re paa re

Ga re sa re paa sa

Aankhon kee gustaakhiyaan maaf ho

Ho aankhon kee gustaakhiyaan maaf ho

Ik tuk tumhein dekhati hain

Jo baath kehna chaahe zubaan tumse

Ye vo kehtee hain

Aankhon kee shame-o-haya maaf ho

Tumhein dekh ke chhupati hain

Uthi aankhen jo baath naa kah sakin

Jhuki aankhen vo kehtee hain

Aankhon kee aankhon kee gustaakhiyaan maaf ho

Kaajal ka ek til tumhaare labon pe lagaa loon

Haan chanda aur sooraj kee nazaron se tumko bacha loon

O palkon kee chilman mein aao main tumko cchopa loon

Khayaalon kee ye shokhiyaan maaf ho

Hardam tumhen sochati hain

Jab hosh mein hota hai jahaan madahosh ye karti hain

Aankhon kee shame-o-haya maaf ho

Ye zindagi aapakee hee amaanat rahegee

Dil mein sada aapaki hee muhabbat rahegi

In saanson ko aapakee hee zarurat rahegee

Ho is dil kee naadaniyaan maaf ho

Ye meri kahaan suntee hain

Ye pal-pal jo hotee hain beqal sanam

To sapane nae bunati hain

Aankhon kee aankhon kee gustaakhiyaan maaf ho

Shame-o-haya hahaha maaf ho

展开显示全部歌词