Yeh Vaada Raha (From

Yeh Vaada Raha (From"Yeh Vaada Raha")

歌手:Kishore Kumar

时间:2015-05-13

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Yeh Vaada Raha (From"Yeh Vaada Raha") - Kishore Kumar/Asha Bhosle/R. D. Burman

Written by:Rahul Dev Burman/Gulshan Bawra

Tu

Tu hai vohi

Dil ne jisse

Apna kaha

Tu hai jahan

Main hoon vahan

Ab to yeh jeena

Tere bin hai saza

O mil jaaye is tarah

Do lehre jis tarah

O mil jaaye is tarah

Do lehre jis tarah

Phir ho na judaa haan yeh vaada raha

Main aawaaz hoon to

Tu hai geet mera

Main aawaaz hoon to

Tu hai geet mera

Jahan se niraala

Manmeet mera

Mil jaaye is tarah

Do lehre jis tarah

O mil jaaye is tarah

Do lehre jis tarah

Phir ho na judaa

Haan yeh

Vaada raha

Tu

Tu hai vohi

Dil ne jisse

Apna kaha

Tu hai jahan

Main hoon vahan

Ab to yeh jeena

Tere bin hai saza

Kisi mod pe bhi na

Yeh saath toote

Mere haath se tera

Daaman na chhoote

Kabhi khwaab mein bhi tu

Mujhse na roothe

Mere pyaar ki koi

Khushiyaan na loote

Mil jaaye is tarah

Do lehre jis tarah

O mil jaaye is tarah

Do lehre jis tarah

Phir ho na judaa

Haan yeh vaada raha

Tu

Tu hai vohi

Dilne jisse

Apna kaha

Tu hai jahan

Main hoon vahan

Ab to yeh jeena

Tere bin hai saza

Tujhe main jahan ki

Nazar se chura loon

Kahin dil ke kone mein tujhko chhupa loon

Kabhi zindagi mein

Pade mushkilein to

Mujhe tu sambha le

Tujhe main sambha loon

O mil jaaye is tarah

Do lehre jis tarah

O mil jaaye is tarah

Do lehre jis tarah

Phir ho na judaa

Haan yeh vaada raha

Tu

Tu hai vohi

Dil ne jisse

Apna kaha

Tu hai jahan

Main hoon vahan

Ab to yeh jeena

Tere bin hai saza

Phir ho na judaa

Haan yeh vaada raha

Yeh vaada raha

展开显示全部歌词