
在手机上保存,获得更好体验
Yeh Kasoor - Sonu Kakkar
Yeh kasoor mera hai
Ki yaqeen kiya hai
Dil teri hi khatir
Rakh chhod diya hai
Yeh kasoor mera hai
Ki yaqeen kiya hai
Dil teri hi khatir
Rakh chhod diya hai
Tu hi sabse qareeb hai mere
Tu hi mera naseeb hai ab ye
Mehsoos kiya hai
Aaah aah
Tu hi sabse qareeb hai mere
Tu hi mera naseeb hai ab ye
Mehsoos kiya hai
Yeh kasoor mera hai
Ki yaqeen kiya hai
Dil teri hi khatir
Rakh chhod diya hai
Ek tu hi hai daulat meri
Haasil tu mera
Kitni hai mohabbat tujhse
Be-hisaab wafaa
Hasraton se badhkar apni
Chaha tujhe hamesha
Ye kusoor mera hai
Ki yakeen kiya hai
Dil teri hi khatir
Rakh chhod diya hai
Tu hi sabse qareeb hai mere
Tu hi mera naseeb hai ab ye
Mehsoos kiya hai
Koi dard raha na dil mein
Na koi khala
Har khwahish poori hui hai
Tujhe paa jo liya
Door mujhse ho na kabhi na
Karna ye ek ehsaan
Yeh kasoor mera hai
Ki yaqeen kiya hai
Dil teri hi khaatir
Rakh chhod diya hai
Tu hi sabse qareeb hai mere
Tu hi mera naseeb hai ab ye
Mehsoos kiya hai
Oooh ooh