Mujhko Barsaat Bana Lo-Armaan Malik

Mujhko Barsaat Bana Lo

歌手:Armaan Malik

专辑:

时间:

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Mujhko Barsaat Bana Lo - Armaan Malik

Mujhko barsaat bana lo

Ik lammbi raat bana lo

Apne jazbaat bana lo jaana

Mujhko alfaaz bana lo

Dil ki awaaz bana lo

Gehra sa raaz bana lo jaana

Nasha hoon main behakne do

Mere qatil mujhe jeene ka haq toh do

Mujhko barsaat bana lo

Ik lammbi raat bana lo

Apne jazbaat bana lo jaana

Mujhe apne sirhane pe

Thodi si jagah de do

Mujhe neend na aane ki

Koi toh wajah de do

Mujhe apne sirhane pe

Thodi si jagah de do

Mujhe neend na aane ki

Koi toh wajah de do

Hawa hoon main lipat ne do

Mere qatil mujhe jeene ka haq toh do

Mujhko barsaat bana lo

Ik lambi raat bana lo

Apne jazbaat bana lo jaana

Tere sang guzar jaaye

Yeh umar jo baki hai

Hasdo na zara khul ke

Kaahe ki udaasi hai

Tere sang guzar jaaye

Yeh umar jo baki hai

Hasdo na zara khul ke

Kaahe ki udaasi hai

Subah hoon main aane do

Mere qatil mujhe jeene ka haq toh do

Mujhko barsaat bana lo

Ik lambi raat bana lo

Apne jazbaat bana lo jaana

Mujhko barsaat bana lo

Ik lambi raat bana lo

Apne jazbaat bana lo jaana

展开显示全部歌词