Gore Gore Galon Pe (From"Lajja") - Alka Yagnik
Composed by:Anu Malik/Sameer
Aah
Aah
Kangna kangna kangna ha aah
Jhumka jhumka jhumka ha aah
Paayaliya paayaliya ha aah
Kangna kangna kangna jhumka jhumka jhumka
Paayaliya paayaliya
Chhanak chhanak ke bole chhanak chhanak ke bole oh
Badi mushkil baba badi mushkil
Gore gore gaalon pe hai kaala kaala til
Badi mushkil baba badi mushkil
Til pe atak jaaye aashiqon ka dil
Zara bachke rehna chhalie zara bachke rehna chhalie
Meri ada bhi hai qaatil
Badi mushkil baba badi mushkil
Gore gore gaalon pe hai kaala kaala til
Badi mushkil baba badi mushkil
Til pe atak jaaye aashiqon ka dil
Ahh
Koi kahe o mujhko chhamiya
Koi kahe mujhko nautanki
Shaher shaher meri baatein mumbaiyaan barabanki
Sab kahe mujhse aake mil aake mil baba aake mil
Meri ada bhi hai qaatil
Badi mushkil baba badi mushkil
Gore gore gaalon pe hai kaala kaala til
Badi mushkil baba badi mushkil
Til pe atak jaaye aashiqon ka dil
Zara bachke rehna chhalie zara bachke rehna chhalie
Meri ada bhi hai qaatil
Badi mushkil baba badi mushkil
Gore gore gaalon pe hai kaala kaala til
Badi mushkil baba badi mushkil
Til pe atak jaaye aashiqon ka dil
Aah
Aah
Chal chale in galiyon se
Chal chale rang raliyon se
Loot na le pyaase bhanwre khushboo maheki kaliyon se
Yeh nahin chaahat ke qaabil yeh nahin chaahat ke qaabil
Meri ada bhi hai qaatil
Badi mushkil baba badi mushkil
Gore gore gaalon pe hai kaala kaala til
Badi mushkil baba badi mushkil
Til pe atak jaaye aashiqon ka dil
Zara bachke rehna chhalie zara bachke rehna chhalie
Meri ada bhi hai qaatil
Badi mushkil baba badi mushkil
Gore gore gaalon pe hai kaala kaala til
Badi mushkil baba badi mushkil
Til pe atak jaaye aashiqon ka dil
Badi mushkil baba badi mushkil
Gore gore gaalon pe hai kaala kaala til
Aah
Aah
Aah