Aks - Lucky Ali
Chup gaye teri baahon
Mein jab shaam woh aaye
Ab jo kya dekha tu kaise door hum jaayein
Lage ke tu hai tu
Yeh jo teri khushboo
Aasmaan mein ke doorse jahaan
Mein ke kissi zameen mein tu
Hai bahaana tu
Hai khoobsurat tuAbhi na jaana tu
Yoon to chaltey rehtey duniya ke silsilay
Bhaagta raha na chain hai mujhe
Zindagi ke kaam din rein hai mujhe
Dhoonda bhi nahin magar paas hai mere
Aise bhi nazaare kabhi sej mein huye
Mere paas tu hai ahsaas hai mujhe
Is ajnabi duniya kabhi na badlaa tu
Ke jitna main tere paas hoon
Par aur tamanna doon
Hai bahaana tu hai khoobsurat tu
Abhi na jaana tu kabhi na jaana tu
Main kuch nahin samjhoon
Jo kuch nahin janoon
Khuli nazar rakh ke bhi nazar
Na aaye magar humko
Door kare hamay jo
Mujhe na samjhe to
Lagaaniyaan majbooriyaan hain
Paas bulaana tu
Mera waasta hai tu
Mera aasraa hai tu
Mera saath rakhna tu
Teri tanhai ke kitne raaz hai chipe
Tu bhi chahtaa hai aaoon paas main tere
Khone se pehle mil jaaon main tujhe
Khush hai jo ye saare rang aaj hain saje
Ek doosre se jab dil do mile
Zindagi ye kaisi nayi dhang se chale
Hai bahaana tu hai khoobsurat tu
Abhi na jaana tu kabhi na jaana tu
O o o O OO oooo OOOO ooooooo