Jab Koi Baat Bigad Jaye (From

Jab Koi Baat Bigad Jaye (From"Jurm")

歌手:Kumar Sanu

时间:2016-07-01

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Jab Koi Baat Bigad Jaye (From"Jurm") - Kumar Sanu/Sadhana Sargam

Lyrics by:Indivar

Composed by:Rajesh Roshan

Jab koi baat bigad jaaye jab koi mushkil pad jaaye

Tum dena saath mera o humnawaa

Naa koi hai na koi tha zindagi mein tumhaare siva

Tum dena saath mera o humnawaa

Tum dena saath mera o humnawaa

Ho chaandni jab tak raat deta hai har koi saath

Tum magar andheron mein na chhodna mera haath

Na koi hai na koi tha zindagi mein tumhaare siva

Tum dena saath mera o humnawaa

Wafadaari ki vo rasmein nibhayenge hum tum kasmein

Ek bhi saans zindagi ki jab tak ho apne bas mein

Dil ko mere hua yakeen hum pehle bhi mile kahin

Silsila ye sadiyon ka koi aaj ki baat nahin

展开显示全部歌词