Pyaar Ki Ek Kahani-Sonu Nigam
    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Pyaar Ki Ek Kahani - Sonu Nigam/Shreya Ghoshal

Aao sunao pyar ki ek kahani

Ek tha ladka ek thi ladki deewani

Aao sunao pyar ki ek kahani

Ek tha ladka ek thi ladki deewani

Woh bhi hasne lagi thi yeh bhi hasne laga tha

Dono samjhe nahi they woh jo hone laga tha

Aao sunao pyar ki ek kahani

Ek tha ladka ek thi ladki deewani

Joh bhi kehna na tha woh bhi kehne lage

Joh bhi sun-na na tha woh bhi sun-ne lage

Joh bhi kehna na tha woh bhi kehne lage

Joh bhi sun-na na tha woh bhi sun-ne lage

Aa rahi hai hashi mujhko is baat par

Kis tarha pyaar mein dono khone lage

Dono khone lage

Jaanne wali baatein thi anjaani

Ek tha ladka ek thi ladki deewani

Woh bhi hasne lagi thi yeh bhi hasne laga tha

Dono samjhe nahi they woh jo hone laga tha

Aao sunao pyar ki ek kahani

Ek tha ladka ek thi ladki deewani

Koi tarsa na tha koi tadpa na tha

Woh mile is tarha dil bhi dhadka na tha

Koi tarsa na tha koi tadpa na tha

Woh mile is tarha dil bhi dhadka na tha

Hone wali magar baat ho hi gayi

Pyaar ki raah mein zindagi kho gayi

Zindagi kho gayi

Dil ne dil se aise ki manmaani

Ek tha ladka ek thi ladki deewani

Woh bhi hasne lagi thi yeh bhi hasne laga tha

Dono samjhe nahi they woh joh hone laga tha

Aao sunao pyar ki ek kahani

Ek tha ladka ek thi ladki deewani

展开显示全部歌词