Sawan Aaya Hai-Arijit Singh

Sawan Aaya Hai

歌手:Arijit Singh

专辑:Creature

时间:2020-01-03

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Sawan Aaya Hai - Arijit Singh (阿里吉特·辛格)

Mohabbat barsa dena tu sawan aaya hai

Tere aur mere milne ka mausam aaya hai

Mohabbat barsa dena tu saawan aaya hai

Tere aur mere milne ka mausam aaya hai

Sab se chhupa ke tujhe seene se lagaana hai

Pyar mein tere had se guzar jaana hai

Itna pyar kisi pe pehli baar

Aaya hai

Mohabbat barsa dena

Tu sawan aaya hai

Tere aur mere milne ka mausam aaya hai

Kyun ek pal ki bhi judaai sahi jaaye na

Kyun har subah tu meri saanse mein samaaye na

Aa jaana tu mere paas dunga itna pyar main

Kitni raat guzaari hai tere intzaar mein

Kaise bataaun jazbaat yeh mere

Maine khud se bhi jyaada tujhe

Chaaha hai

Sab kuchh chhod

Ke aana tu saawan aaya hai

Tere aur mere milne ka mausam aaya hai

Sab se chhupa ke tujhe seene se lagaana hai

Pyaar mein tere had se guzar jana ahi

Itna pyaar kisi pe pehli baar

Aaya hai

Bheege bheege tere

Lav mujhko kuch kehte hain

Dil hai khush mera ki khyaal ek jaise hain

Roko na ab khud ko yun sun lo dil ki

Baat ko

Dhal jaane do shaam aur aa jaane do raat ko

Kitna haseen yeh lamha hai

Kismat se maine churaaya hai

Aaj ki raat na jaana tu

Sawan ayaa hai

Tere aur mere milne ka mausam aaya hai

Sab se chhupa ke tujhe seene se lagaana ahi

Pyar mein tere had se guzar jaana hai

Itna pyar kisi pe pehli baar aaya hai

展开显示全部歌词