
时间:2003-01-17
在手机上保存,获得更好体验
Dil Ka Rishta (Sad Version) - Babul Supriyo/Sarika Kapoor
Dil ka rishta bada hi pyaara hai
Dil ka rishta bada hi pyaara hai
Kitna paagal ye dil humaara hai
Ishq jabse hua mujhe tumse
Ishq jabse hua mujhe tumse
Neend haari hai chain haara hai
Dil ka rishta bada hi pyaara hai
Hoke tumse juda mere dilbar
Hoke tumse juda mere dilbar
Hoke tumse juda mere dilbar
Maine ro ro ke pal gujara hai
Maine ro ro ke pal gujara hai
Kitna paagal ye dil humaara hai
Dil ka rishta bada hi pyaara hai
Tum na aaye ho tum na aaoge
Tum na aaye ho tum na aaoge
Tum na aaye ho tum na aaoge
Ab to yaado ka hi sahaara hai
Ab to yaado ka hi sahaara hai
Kitna paagal ye dil humaara hai
Dil ka rishta bada hi pyaara hai
Kaun chaahega ab mere dil ko
Kaun chaahega ab mere dil ko
Kaun chaahega ab mere dil ko
Ye toh tuta hua sitaara hai
Ye toh tuta hua sitaara hai
Kitna paagal ye dil humaara hai
Dil ka rishta bada hi pyaara hai
Dil ka rishta bada hi pyara hai