Shukriya (Rendition)-Jeet Gannguli
    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Shukriya (Rendition) - Jeet Gannguli/Arijit Singh/Jubin Nautiyal/kk

Lyrics by:Jeet Gannguli/Rashmi Virag

Composed by:Jeet Gannguli

Zindagi chal tera shukriya

Shayad mile na tu kal ki subah

Jo diya hamne hass ke liya

Aye zindagi tera chal shukriya

Har saans ka har khwaab ka

Umeed ke sailaab ka

Tujhse judi har baat ka shukriya

Teri dhoop ka barsaat ka

Thama jise uss haath ka

Acche bure haalat ka shukriya

Shukriya shukriya shukriya shukriya

Milna beechadana aana jaana

Taye hai sab kuch pehle se

Pyaar bhare pal baandh ke rakhle

Baaki sab kuch rehne de

Kuch nahi haath aayega yaha

Fir bhi aye zindagi tera shukriya

Kuch nahi haath aayega yaha

Fir bhi aye zindagi tera shukriya

Mujhme sab hai sab kuch main hoon

Jeena marna baatein hai

Mujhme dono chaand aur suraj

Mujhse din aur raatein hai

Paas hu main tere har jagah

Mahasoos kar mujhe aur muskara

Paas hu main tere har jagah

Mahasoos kar mujhe aur muskara

Haan haa o oo

Shukriya

Shukriya

展开显示全部歌词