Maine Koi Jadoo Nahin Kiya-Babul Supriyo
    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Maine Koi Jadoo Nahin Kiya - Preeti/Babul Supriyo/Pinky

Lyrics by:Sameer

Composed by:Anu Malik

Produced by:Vashu Bhagnani

Du-nu-nu-nu-nu

Du-nu-nu-nu-nu

Du-nu-nu-nu-nu

Du-nu-nu-nu-nu

Ankhiyon ne raat kya jaadoo kiya

Kya jaadoo kiya kya jaadoo kiya

Ankhiyon ne raat kya jaadoo kiya

Kya jaadoo kiya kya jaadoo kiya

Maine koi jaadoo nahin kiya

Tu hi mere peeche aaya piya

Maine koi jaadoo nahin kiya

Tu hi mere peeche saya piya

Ankhiyaan milaake

Tune dil ko churaaya

Loota loota loota mera jiya oh

Maine koi jaadoo nahin kiya

Tu hi mere peeche aaya piya

Ankhiyaan milaake

Tune dil ko churaaya

Loota loota loota mera jiya oh

Maine koi jaadoo nahin kiya

Tu hi mere peeche aaya piya

Maine koi jadoo nahi kiya

Tu hi mere peeche aaya piya

Shokh haseena khushboo waali

Chaand bhi tujhpe marta

Itni haseen hoon chaand bechaara

Aur bhalaa kya karta

Chaand ki baatein chaand pe chhodo

Apni baat bataao

Bin bole har baat samajh lo

Yun naa paheli bujhaao

Sona sona main hoon sona

Itna keh do meri ho naa

Ankhiyaan milaake

Tune dil ko churaaya

Loota loota loota mera jiya oh

Maine koi jaadoo nahin kiya

Tu hi mere peeche aaya piya

Maine koi jaadoo nahin kiya

Tu hi mere peeche aaya piya

Ankhiyon ne raat kya jaadoo kiya

Maine koi jaadoo nahin kiya

Kya jaadoo kiya kya jaadoo kiya

Hu-hu-hu

Ho-ho

Ah-ah-ah-ah

Hu-hu-hu

Ho-ho

Ah-ah-ah-ah

Hu-hu-hu

Ho-ho

Ah-ah-ah-ah

Maine koi jadoo nahin kiya

Tu hi mere peeche aaya piya

Is mehfil mein mere dil mein

Kisne aag laagayi

Aag lagaane waali

Tujhe tadpaane waali

Mujhko nazar naa aayi

Chham chham paayal kyoon bajti hai

Mujhko zara samjhaao

Baat samajhni hai jo tumko

Paas mere aajaao

Chhoo naa chhoo naa baiyaan gori

Dil tu de de chori chori

Ankhiyaan milaake

Tune dil ko churaaya

Loota loota loota mera jiya oh

Maine koi jaadoo nahin kiya

Tu hi mere peeche aaya piya

Maine koi jaadoo nahin kiya

Tu hi mere peeche aaya kiya

Ankhiyon ne raat kya jaadoo kiya

Maine koi jaadoo nahin kiya

Kya jaadoo kiya kya jaadoo kiya

Maine koi jaadoo nahin kiya

Tu hi mere peeche aaya piya

Maine koi jaadoo nahin kiya

Tu hi mere peeche aaya piya

Ankhiyaan milaake

Tune dil ko churaaya

Loota loota loota mera jiya oh

Maine koi jaadoo nahin kiya

Tu hi mere peeche aaya piya

Maine koi jaadoo nahin kiya

Tu hi mere peeche aaya piya

展开显示全部歌词