Mujhe Pyaar Karo (From

Mujhe Pyaar Karo (From"Tera Jadoo Chal Gayaa")

歌手:Sonu Nigam

时间:2018-04-11

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Mujhe Pyaar Karo - Sonu Nigam/Alka Yagnik

Lyrics by:Sameer

Composed by:Ismail Darbar

Pyaar pyaar pyaar ye pyaar

Maine to kaha sau baar sanam

Tum bhi to kabhi izahaar karo

Maine to kaha sau baar sanam

Tum bhi to kabhi izahaar karo

Jhutha hi sahi

Jhutha hi sahi

Jhutha hi sahi

Mujhe pyaar karo

Mujhe pyaar karo

Mujhe pyaar pyaar pyaar pyaar karo

Ik dard sa dil me rehta hai ik baar

Ye haalat hoti hai

Maine to suna hai duniya me ik baar

Muhabbat hoti hai

Ik dard sa dil me rehta hai ik baar

Ye haalat hoti hai

Maine to suna hai duniya me ik baar

Muhabbat hoti hai

Maine to tumhe apna maana

Tum bhi to kabhi ikraar karo

Jhutha hi sahi

Jhutha hi sahi

Jhutha hi sahi

Mujhe pyaar karo

Mujhe pyaar karo

Mujhe pyaar pyaar

Pyaar pyaar karo

Pyaar pyaar pyaar ye pyaar

Bechain kiya tune mujhko

Din raat mai aahe bharati hu

Kisi aur ki na chaahat mujhko

Dilabar mai tujhpe marti hu

Bechain kiya tune mujhko

Din raat mai aahe bharati hu

Kisi aur ki na chaahat mujhko

Dilabar mai tujhpe marti hu

Maine to haami bhar li hai

Tum chaaho to inkaar karo

Jhutha hi sahi

Jhutha hi sahi

Jhutha hi sahi

Mujhe pyaar karo

Mujhe pyaar karo

Mujhe pyaar pyaar

Pyaar pyaar karo

Pyaar pyaar pyaar ye pyaar

展开显示全部歌词