Woh Baarishein (Kiran Kamath's New Lounge Mix)-Arjun Kanungo

Woh Baarishein (Kiran Kamath's New Lounge Mix)

歌手:Arjun Kanungo

专辑:Chill Vibes

时间:2020-10-14

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Woh Baarishein (Kiran Kamath's New Lounge Mix) - Arjun Kanungo (阿琼·卡努戈)

Lyrics by:Manoj Muntashir

Composed by:Arjun Kanungo

Dhoondhoon kahan Tumhein

Woh bhi kya shaam thee

Barse thay toot ke

Baadal july ke Har jagah

Haathon mein chhatriyaan

Dono ke theein magar

Bheege thay dono hi Be wajah

Woh baarishein

Kya ho gayin

Kya ho gayin

Woh baarishein

Tum benishan

Kyun ho gaye

Dhoondhoon kahan Tumhein

Hazaron aansoo main

Samhaale baitha hoon

Rulane aayi hain mujhe

Jaane kyun yaadein

Bhulaaun kaise main

Woh saari barsaatein

Guzari theein humne jo saath mein

Woh baarishein

Kya ho gayin

Kya ho gayin

Woh baarishein

Tum benishan

Kyun ho gaye

Dhoondhoon kahan Tumhein

Shaamein

Ye neeli si shaamein

Aayein

To laayein yaad teri yaad

Main hoon

Tere bina tanha

Lauta de mujhe

Woh bheega hua lamha

Woh baarishein

Kya ho gayin

Kya ho gayin

Woh baarishein

Tum benishan

Kyun ho gaye

Woh baarishein

Woh baarishein

Woh baarishein

Kya ho gayin

Kya ho gayin

Woh baarishein

Ye dooriyaan kyun aa gayin

Rahna tha sang humein

展开显示全部歌词