
在手机上保存,获得更好体验
Bewajah - Nabeel Shaukat Ali
Composed by:Bilal Maqsood/Faisal Kapadia/Nabeel Shaukat Ali
Hijr-i yaaraan na sata
Be-wajah
Hijr-i yaaraan na sata
Be-wajah
Ban gaya tu kyoon wajah
Be-wajah
Ban gaya tu kyoon wajah
Be-wajah
Dil se kah waqt
Ruk ja paagal
Chal paṛa karne ye wafa
Be-wajah
Hijr-i yaaraan na sata
Be-wajah
Ban gaya tu kyoon wajah
Be-wajah
Main use bhool chukka
Bhool chuka
Main use bhool chukka
Bhool chuka
Main use bhool chukka
Bhool chuka
Baat ay dil na baṛha
Be-wajah
Baat ay dil na baṛha
Be-wajah
Hijr-i yaaraan na sata
Be-wajah
Naam lene ka iraadah bhi na tha
Naam lene ka iraadah bhi na tha
Naam lene ka iraadah bhi na tha
Chal paṛa zikr tera
Be-wajah
Chal paṛa zikr tera
Be-wajah
Un se milne ki wajah koyi naheen
Un se milne ki wajah koyi naheen
Un se milne ki wajah koyi naheen
Dhoondata kyoon hai wajah
Be-wajah
Dhoondata kyoon hai wajah
Be-wajah
Hijr-i yaaraan na sata
Be-wajah
Ban gaya tu kyoon wajah
Be-wajah