
在手机上保存,获得更好体验
Barsaat Na Hogi (Studio) - Kabir Singh/Meet Bros.
Lyrics by:Youngveer
Composed by:Kabir Singh
Hoooooooo hoo
Hoooooooo hoo
Maara hoon main ishq ka
Haara toh nahi
Toota hoon main thoda sa
Saara toh nahi
Ehsaan hai tera tune hasna sikhaya
Paake mohabattan mera dil kyun
Pal pal pachhtaya
Baadal toh honge par barsaat na hogi kabhi
Kabhi kahe
Ab se teri yaara koi baat na hogi kabhi
Baadal toh honge par barsaat na hogi kabhi
Ab se teri yaara koi baat na hogi kabhi
Hogi kabhi
Aashiq ka woh ghar basaya reh gaya
Sang sang mere tera saaya reh gaya
Chhup chhup ke aansu bahaate reh gaye
Zindagi mein teri aate aate reh gaye
Mera dushman baneya qismat da sitara
Is baat se khush hoon
Tu toh khush hai mere yaara
Baadal toh honge par barsaat na hogi kabhi
Ab se teri yaara koi baat na hogi kabhi
Baadal toh honge par barsaat na hogi kabhi
Ab se teri yaara koi baat na hogi kabhi
Hogi kabhi