Tujhko main jaane kaise chahta chala gaya
Tu pehla tu hi akhri
Tujhko main jaane kaise likhta chala gaya
Tu ban gaya meri shayari
Chupke chupke rag mein tu mere milta hi gaya
Dheere dheree mujh mein ghul gaya
Tere liye ye meri dewangi yaara
jaane pata Kab jaygi
Tujhko main jaane kaise likhta chala gaya
Tu ban gaya meri shayari
Ban jaoon waisa main jaisa tu mujhko chahe
Tujhko chodke mera dil ye kahan pe jaaye
Ankhen khule jo meri mujhko nazar tu aaye
Baitha ho paas tu mere aur Lamha yoon ruk jaaye
Chupke chupke rag mein tu mere milta hi gaya
Dheere dheree mujh mein samake ghulta hi gaya
Mujhko pata hai main to Tere liye theek nahi
Pass na aa Jal jaegi
Tujhko main jaane kaise likhta chala gaya
Tu ban gaya meri shayari