Main Rang Sharbaton Ka-Atif Aslam

Main Rang Sharbaton Ka

歌手:Atif Aslam

时间:2019-05-26

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

作词 : Irshad Kamil

作曲 : Pritam/Pritam Chakraborty

Khwaab hai tu, neend hoon main

Dono mile raat bane

Roz yehi maangu dua

Teri meri baat bane.. baat bane..

Main rang sharbaton ka

Tu meethe ghaat ka paani

Main rang sharbaton ka

Tu meethe ghaat ka paani

Mujhe khud mein ghol de to

Mere yaar baat ban jaani

Rang sharbaton ka

Tu meethe ghaat ka paani

Main rang sharbaton ka

Tu meethe ghaat ka paani

Mujhe khud mein ghol de to

Mere yaar baat ban jaani

Rang sharbaton ka

Tu meethe ghaat ka paani

Main rang sharbaton ka

Tu meethe ghaat ka paani

O yaara tujhe pyaar ki batiyaan kya samjhawan

Jaag ke ratiyaan roz bitaawan

Isse aage ab main kya kahoon

O yaara tujhe bolti ankhiyan sadke jawaan

Maang le pakiyan aaj duawaan

Isse aage ab main kya kahoon

Maine to dheere se neendon ke dhaage se

Baandha hai khwaab ko tere

Main na jahaan chahoon

Na aasmaan chahoon

Aaja hisse mein tu mere

Tu dhang chahaton ka

Main jaise koi nadaani

Tu dhang chahaton ka

Main jaise koi nadaani

Mujhe khud se jod de to

Mere yaar baat ban jaani

Rang sharbaton ka

Tu meethe ghaat ka paani

Main rang sharbaton ka

Tu meethe ghaat ka paani

Tere khayalon se, tere khayalon tak

Mera to hai aana jaana

Mera to jo bhi hai

Tu hi tha, tu hi hai

Baaki jahaan hai begana

Tum ek musafir ho

Main koi raah anjaani

Tum ek musafir ho

Main koi raah anjaani

Mann chaha mod de to

Mere yaar baat jaani

Rang sharbaton ka

Tu meethe ghaat ka paani

Main rang sharbaton ka

Tu meethe ghaat ka paani

Mujhe khud mein ghol de to

Mere yaar baat ban jaani

Rang sharbaton ka

Tu meethe ghaat ka paani

O yaara tujhe pyaar ki batiyaan kya samjhawan

Jaag ke ratiyaan roz bitaawan

Isse aage ab main kya kahoon

O yaara tujhe bolti ankhiyan sadke jawaan

Maang le pakiyan aaj duawaan

Isse aage ab main kya kahoon

展开显示全部歌词