Happy Janamdin-Mimi Teddy

Happy Janamdin

歌手:Mimi Teddy

时间:2021-03-24

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Happy janamdin

Itna bhi kya happy hona

Tu old age ki taraf badha

Dekh aa gaya na rona

Happy janamdin

Itna bhi kya happy hona

Hight wahi hai dimang wahi hai

Phir kahe hungama

Abbe party dede

Dhang se dosti nibhale

Tu kitna bhi budha ho jaye

Humse na bach payega re

Kal bhi tujhako

Hum teri umar ginayenge

Aur tu jitna chidh jayega beta

Utna hi panga lenge

Happy janamdin

Itna bhi kya happy hona

Cack jab tak pet me nahi jata

Tab tak tali hai bajana

Abbe naya kapda waise

Tujhape shoot nahi karta

Teri intelligents abhi kachchi hai

Age badha ke tera ghata

Manna tera birthday hai

Par muh band rakh thoda shant ho ja

Kutta bhoake ease lage

Jab tu hai gana gata

Happy janamdin

Itna bhi kya happy hona

Chal chal tu gussa mat ho

Tujhako aur hai pakkana

Happy janamdin

Tujhe gift me kuch hai dena

Ek nayi gali aayi market mein

Tujhape hai ajmana

展开显示全部歌词