Aaj Kal Ka Pyar to Chalta,
1,2 Saal say Yada Na,
Sapne to Dikhate Sab,
Nibhate ek bhi wada,
Shod gye Akela kiyu tum,
Sath mere Kiyu Jaga Nah
tumse behtar kon jaaane
mai tere bin rehh pata na,
Dhundu Tujhko Charo or kahi tu Dikhta na,
Dil mere may tu nahi akele ham khade
Tere jaise logo Ki Wjah say Aj kal
pyar karne walo ko pyar Na mille.
Mere Samne to Mere hote hain jroor,
Mehfillo may Naam kisi or ka chale
Phoolon jaisi Maa ki kasme ,
Khane ka Trend aya.
End Hui kahani May jo ,
hmesha koi friend aya.
Pass jisse tum Rakhna chahte,
Kare woh Wait Bahane ka,
Just Friend ke Name say ,
Dosra Rishta Dil Uljhane ka .
Kaise Bhull jaayu Tere sath bitaye salo ko,
Ladko Ki Mohobat kiyu miljati Nokri walo ko,
Ladki Ke Sapno may Kiyu
Raj Kumar hi ate hain,
Jisne Rakha Bana Kar Rani ,
Bhul kiu usko jate hain
Baat na Hone par Jinka sochte Rahein,
Haste hain Laga ke kisi Or ko galle…
Tere jaise logo Ki Wjah say Aj kal
pyar karne walo ko pyar Na mille.
Mere Samne to Mere hote hain jroor,
Mehfillo may Naam kisi or ka chale
Muskile Hajaro akele ne kaati ,
Sath na dikha tab mujhko
mera woh sathi ,
Mai banke aaya Suraj ka ujala ,
Tere liye hi Sanam’mmmmmm
Tunay Mujhko Badala ese,
m Diye Ki hu Baati …..
Mai tere liye hi Raaton ko jaga ve,
Tune Khudko kiu na mere sang bata re,
Kiyu hogya uska mujhe lga ke bahana ve,
Jyaada woh chahega tujhko to
bhoool jaaa naaa Hamme……
Logo Ne btaya tere Baare may itna ,
Fir kiyu Dil pagal yara teri hi sunay…….
Tere jaise logo Ki Wjah say Aj kal
pyar karne walo ko pyar Na mille.
Mere Samne to Mere hote hain jroor,
Mehfillo may Naam kisi or ka chale