Paakiza-Saaj Bhatt

Paakiza

歌手:Saaj Bhatt

专辑:Paakiza

时间:2024-02-10

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Tere naam ki taaweez bana ke

Rakh loon mein dil se laga ke

Tere naam ki taaweez bana ke

Rakh loon mein dil se laga ke

Main toh tere naam ka

Shaidayi ho gaya

Dhadkan meri bol rahi hai

Yara sun zara

Ishq mera paakiza hai

Ishq mera paakiza

Ishq mera paakiza hai

Ishq mera paakiza

Paakiza

Oh paakiza

Tu saamne ho

Toh zindagi bhar

Nagme sunata rahoon

Mere labon pe

Teri taareef hardum

Tere sang muskurata rahoon

Dhadkan meri bol rahi hai

Yara sun zara

Ishq mera paakiza hai

Ishq mera paakiza

Ishq mera paakiza hai

Ishq mera paakiza

Meri wafa pe

Tera hi haq hai

Tere hawaale dil mera

Khud se hi doori

Kar li hai maine

Main ho gaya bas tera

Dhadkan meri bol rahi hai

Yara sun zara

Ishq mera paakiza hai

Ishq mera paakiza

Ishq mera paakiza hai

Ishq mera paakiza

Paakiza

Oh paakiza

展开显示全部歌词