Sab Kuch Mera-Antara Mitra

Sab Kuch Mera

歌手:Antara Mitra

专辑:Sab Kuch Mera

时间:2024-07-06

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
歌词

Sab kuch mera le kar

Puchate ho diya kya hain

Sare Aam mera kar Katal

Kehte ho kiya kya hain

Aankhein agar

karu band bhi

Andhera naa dikhe

Suraj ko gar

Karu tang bhi

Roshani naa bike

Karke mujhe zinda dafan

Dhundhate ho ki kaha hain

Fir chaand ko dikha kar

Kehte ho ki subaah hain

Dil me nahi toh naa sahi

Iske Sirhane Do Ghadi

Do baithane mujhe tum agar

Jee Lu Main Pal Me Zindagi

Par ye bhi naa mumkin

Hoga tumse, kyu pata hain

Dil Naam ki woh cheez

Teri Kabse Laapata hain

Sab kuch mera le kar

Puchate ho diya kya hain

Sare Aam mera ka

Kehte ho kiya kya hain

展开显示全部歌词