Sukoon-Vikram Montrose

Sukoon

专辑:Seher

时间:2024-10-22

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
歌词

Aa ja tere labon pe main, meri haseen likh doon zara

Aa ja teri zameen pe, mere nishaan kar doon zara

Na aaye kahin sukoon mujhe

Teri ye bahon ke ab siva

Na rakhoon kahin sir ye mera

Tere ye kaandhe ke ab siva

Aa ja tere labon pe main, meri haseen likh doon zara

Aa ja teri zameen pe, mere nishaan kar doon zara

Dil hua hai paagal, bas ek nazar teri kaafi hai

Ishq aisa hua aisa hua hai, is galti ki na maafi hai

Tu ban baya kismat meri, meri nazar ka aaina

Meri ye jo thi zindagi uska badal gaya maayna

Aa ja tere labon pe main, meri haseen likh doon zara

Aa ja teri zameen pe, mere nishaan kar doon zara

展开显示全部歌词