Tera Dilbar - Alka Yagnik/Sonu Nigam (蘇努·尼甘)
Lyrics by:Sameer
Composed by:Nadeem/Shravan
Produced by:Kiran
Tera dilbar tera saathi
Le aayega dhol baraati
Tera dilbar tera saathi
Le aayega dhol baraati
Tujhe hamnasheen le jaayega
Doli mein bitha ke
Mera dilbar mera saathi
Le aayega dhol baraati
Mujhe hai yakeen le jaayega
Doli mein bithake
Tera dilbar tera saathi
Le aayega dhol baraati
Duniyawale dilwaalon se
Jaane kyon jalte hai
Na poocho woh chhup chhup ke
Kaisi chaalen chalte hai
Apne aage ab unki
Na koi chaal chalegi
Iss dil ki angaaren mein na
Unki daal galegi
Mehandi joda ghode haathi
Le aayega dhol baraati
Tujhe hamnasheen le jaayega
Doli mein bithake
Tera dilbar tera saathi
Le aayega dhol baraati
Duur khadi kya dekh rahi hai
Aa baahon mein aa re
Teri maang mein bhar dunga
Main laake chaand sitaaren
Maine jiska sapana dekha
Yeh toh raat wohi hai
Baandh khushi ke
Chham chham karke
Paayal naach rahi hai
Sundar pariyaan naachti gaati
Le aayega dhol baraati
Mujhe hai yakeen le jaayega
Doli mein bithake
Tera dilbar tera saathi
Le aayega dhol baraati
Tujhe hamnasheen le jaayega
Doli mein bitha ke
Mera dilbar mera saathi
Le aayega dhol baraati