Hai Mera Dil-Kaushik Deshpande

Hai Mera Dil

时间:2010-12-27

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Hai Mera Dil - Kaushik Deshpande/Pamela Jain

Itna pyaar hai yeh pyaar pyaara pyaara

Hua hai pehli baar hota hai ek baar

Phir na hogayeh dubaara

Hai mera dil churake le gaya

Churane wala mera katil

Hai mera dil churake le gayi

Churane wali meri katil

Yeh dil tujhpe aaya hai aate aate

Darde dil to jaate hai jaate jaate

Jaage hain soye hain hum dono khoye hain

Kaisi tanhai hai masti si chhaayi hai

Yeh mausam hai pyaar ke kaabil

Hai mera dil churake le gaya

Churane wala mera katil

Ab to kaate na kate pyaasi raate

Kuch kuch hota hai sun ke aisi baate

Bechaini sehne de palko mein rehne de

Teri baahon mein hai teri raahon mein hai

Jaanejaana meri manzil

Hai mera dil churake le gayi

Churane wali meri katil

Hai mera dil churake le gaya

Churane wala mera katil

Itna pyaar hai yeh pyaar pyaara pyaara

Hua hai pehli baar hota hai ek baar

Phir na hogayeh dubaara

展开显示全部歌词