Hafta Nikal-Farhan Khan

Hafta Nikal

歌手:Farhan Khan

时间:2021-11-11

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
歌词

Bazaro mai chalta hai raaj

Hum Bola shakal se par lagna nhi nath

Hai budhi kharab ye shayar sharab

Ke jese hilade karade ye naach

Yaha hardin barat hum dulha banate

Or itna sujadein ki na ho ilaaj

Zada hai charbi tho bhusa bharadein

Karadenge band tere saare suraag

Tho ungli ko muhpe tu rakh

Katil zubane tu churi se bach

Suta denge naak se paani 3rd degree

Dete saare bande galat

Mai hafiz hun khel ka

Or chal raha tera ye pehla sabak

Talaab ke mai hun magar

Tho chalna beta yaha banke badak

Mike pe karta kalesh, gaane ka bass

Gaadi ka sheesha hila de

Bandi dekhe mujhe sheesha girake

Tere jese mujhe jeeja bulate

Likhawat ye curfew kara de

Tu gharpe dupakke reh gharke shehzade

Hatte chada tho fir hasti mitadein

Bal jo dikhaye tho rassi jala dein

Ankhein milake jhukade khuda ki kasam

Esa koi bhi mila nhi

Kiski aukad hai ki kafir banade

Ye khansahab kabhi bika nhi

Mai mai karega marega in hatho se

Bakre hote beta zeba yahin

Nazre sab pe koi chipa nhi

Marun ese mile shifa nhi

(Woh woh) gunda gardi karein hafta nikal

(Woh woh) band mai karadun ye pura bazar

(Woh woh) khel ka dada mai Jackie Shroff

(Woh woh) bhidega ladega padegi maar

(Woh woh) gunda gardi karein hafta nikal

(Woh woh) band mai karadun ye pura bazar

(Woh woh) khel ka dada mai Jackie Shroff

(Woh woh) bhidega ladega padegi maar

Padegi maar na galegi daal

Katein gala hume gale na paal

Mai devanand niklun jaha bhi waha ki

Rahi ladkiyan mujhe chatto se taad

Par meri Mohabbat kala tho

Begum pe meri tu nazar na daal

Mumbai mai rehta par up se saale

Jo sanka dimag tho lattho se maar

Hatho se katun patang

Sabse upar jese haji malang

Fir bhi juda mai hun mitti se

Mitti mai karta dafan mai khuda ki kasam

Thoda sa chulbul mai jese dabang

Chaidi goli tera kissa khatam

Toli meri tujhe signal dikhade

Kaate pite karti ladke apang

Ladki na pasand hai shy type

Dekhun na kabhi bhi dain bain

ladko ko kuchlun mai gadi se rasto pe

Darke bolein mujhe bhai bhai

Esi likhawat ki chaska laga de

Har gana garam jese chai chai

Behti hawa jesa flow tho kaano ko

Chute hi kaano se saain saain

Ladko ko fukein yaha jese malana

dhuan ander leke challa bhar

Shabdo ki bhari tijori 2 minto mai

dunga saale tera galla fard

murga tu galti se hath hate kaano se

Dunga saale tere sallah maar

Ye kehte khudko goat kehte khudko **

mujhko paka mat tu chalna yaar

(Woh woh) gunda gardi karein hafta nikal

(Woh woh) band mai karadun ye pura bazar

(Woh woh) khel ka dada mai Jackie Shroff

(Woh woh) bhidega ladega padegi maar

(Woh woh) gunda gardi karein hafta nikal

(Woh woh) band mai karadun ye pura bazar

(Woh woh) khel ka dada mai Jackie Shroff

(Woh woh) bhidega ladega padegi maar

展开显示全部歌词