![Sajana (Pyar Ka Pehra) [feat. Shankar Mahadevan]-Amar](https://gimg4.baidu.com/gimg/app=2028&fmt=auto&src=y.gtimg.cn%2Fmusic%2Fphoto_new%2FT002R800x800M000002mmW6Z23zm5W_2.jpg)
在手机上保存,获得更好体验
Sajana (Pyar Ka Pehra)
- Amar
Kisko m bolu
Ye raaz kholu
Ye raaz kholu
Sajna ve sajna
Akhiyan mila de
Mere dil k pyaar ko smjho zara
Kisko m bolu
Ye raaz kholu
Pyaar ki baato ko sikho zara
Baatein baatein puraani
Chodo kal ki kahaani
Baatein baatein puraani
Chodo kal ki kahaani
Baaton ne teri mehendi rachaayi
Teri baaton ne bandha sehera hai
Bachna bachaana hua mushkil hum pe
To pyaar ka ab pehera hai
Ishq hai
Jaane kaisa ye ishq hai
Ishq hai
Jaane kaisa ye ishq hai
Ooo dil hi dil mein dil ne chun li hai dil ki baatein
Chupke chupke rab jaane kyu badh gayi mulaakatein
Baaton ne teri mehendi rachaayi
Teri baaton ne bandha sehera h
Bachna bachaana hua mushkil hum pe
To pyaar ka ab pehera hai
Hum aa gaye hai tere paas
Tum bhi aa jaao
Mere paas
Mere paaaas
Paas
Paas
Baaton ne teri mehendi rachaayi
Teri baaton ne bandha sehera hai
Bachna bachaana hua mushkil hum pe
To pyaar ka ab pehera hai