Tera Hissa Hoon (Father's Day Special)-Shaan

Tera Hissa Hoon (Father's Day Special)

歌手:Shaan

时间:2021-06-18

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Meri sab fariyaadein tujh tak hi thie

Sapno ki buniyaadein tujh tak hi thie

Tujhse hi chalna seekha tha

Tujhse hi phir kyun durr chala

Main toh tera hissa hu

Tera likha kissa hu

Ho na paaya tujhsa kyun

Rab mere...

Main toh tera hissa hu

Tera likha kissa hu

Ho na paaya tujhsa kyun

Rab mere...

Palko mein khwab tuney diye

Khwabon ke raastein bhi tay kiye

Raastien tezz kab ho gayein

Badh gaye jaane kab faasle

Subah ka bhoola main tera

Ab laut ke hu aagaya

Baahon mein tujhko gher lu

Tujhmein hi ab panaah lu

Main toh tera hissa hu

Tera likha kissa hu

Ho na paaya tujhsa kyun

Rab mere...

Main toh tera hissa hu

Tera likha kissa hu

Ho na paaya tujhsa kyun

Rab mere...

Ho na paaya tujhsa kyun

Rab mere...

展开显示全部歌词