Puncture Yeh Duniya-Mohammed Rafi

Puncture Yeh Duniya

歌手:Mohammed Rafi

专辑:Kangan

时间:2000-01-01

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Puncture Yeh Duniya - Mahendra Kapoor

Panchar suno suno arey taja taja

Hai garama garam arey panchar par

Hey taka tak thaiya taka tak thaiya

Sunlo bhaiya dekho ho gaya panchar paiya

Yeh duniya yeh duniya motar gadi hai

Koi chale na jantar mantar duniya

Motar gadi hai koi chale na jantar mantar

Na jane kis mod pe aakar

Ho jaye bhaiya panchar

Yeh duniya yeh duniya motar gadi hai

Koi chale na jantar mantar duniya

Motar gadi hai koi chale na jantar mantar

Pahala panchar wo dekhiye

Arey pahala panchar wo dekhiye

Bat sunau badi kamal

Ghar se dekho padne aaye

Ghar se dekho padne aaye

Ma bap ke pyare lal

Aashao ke jhagade me aur

Aapas ke is ragde me

Jhande lekar dande lekar

Jhande lekar dande lekar

Sabha lagaye kare hadtale

Ma bap ki ma bap ki

Sab aashaye kar de wo chhumantar

Yeh duniya yeh duniya motar gadi hai

Koi chale na jantar mantar duniya

Motar gadi hai koi chale na jantar mantar

Bal katakar haye haye pant chadakar

Bal katakar pant chadakar

Dekho fashoin kitana bhadaka

Ek taraf se ladki lagati

Ek taraf se ladki lagati

Ek taraf se lagata ladka

Huya achamba bandhke tamba

Nache chori rambha sambha

Palke nakali julfe nakali

Palke nakali julfe nakali fashoin nakali

Sab kuch nakali ma bap ki ma bap ki

Sab aashaye kar de wo chhumantar

Yeh duniyah yeh duniyah motar gadi hai

Koi chale na jantar mantar duniya

Motar gadi hai koi chale na jantar mantar

展开显示全部歌词