Do Din Ke Baad-Taaruk Raina
    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
歌词

Kuch toh kaho, kuch toh suno

Tedhe medhe raste kahin toh suno

Darr lagta humein zidd ki yeh baaton se

Ab na rukenge

Ab na milenge

na sunenge

Ab na rukenge

Ab na jhukenge

Par do din ke baad, hum darte hain

Do din ke baad, hum marte hain

Do din ke baad

Khud se baatein karte hain

Do din ke baad

Tumse pyaar karte hain

Do din ke baad

Kab tak yeh khel kheloge

Tum na yeh dard samjhoge

Kitni hai keemat? Guroor ki

Jo na kar paaye

Kabhi hum poori

Ab hum kahenge

Tum sunoge

Lagta hai humko

Tum na rahoge

Humare saath

Hum darte hain

Tum na ho paas

Hum marte hain

Aati hai yaad

Khud se baatein karte hain

Tumse pyaar karte hain

Do din ke baad

Aa bhi ja

Meri do baatein sun Zara

Mujhse kabhi na ho khafa (X2)

Do din ke baad, hum darte hain

Do din ke baad, hum darte hain

Tumse pyaar karte hain

展开显示全部歌词