Apni Yaari-Kumar Deepak

Apni Yaari

歌手:Kumar Deepak

专辑:Apni Yaari

时间:2022-02-14

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
歌词

Yeah

It’s Your Boy Kumar Deepak

Yaari Apni Yaari Sabpe Bhaari Hai

Duniya Main Mashoor Yeh Dil Daari Hai,

Yaari Apni Yaari Sabpe Bhaari Hai

Fark Nahi Padta Kya Yeh Duniya Daari Hai,

Tera Mera Sath Veere Deta Yeh Ehsaas,

Duniya Sey Bhid Jau Joh Tu Hai Mere Paas,

Matlabi Sansaar Main Baaki Saare Naate Hai

Bas Dosti Ka Naata Joh Hai Sabse Khaas…

Tere Sath Main Beth ta Tha Roj ,

Badi Badi Baatain Or Badi Badi Soccch,

Housla Himmat Sey Bharpoor Tha Yeh Josh,

Paisa Kamayenge Udayengey Bhi Moj..

Waade Key Hum Pakke The Niyat Ke Hum Acche The

Bhidne Koi Aaye Joh Uda Dete Chakke The,

Ab Baat Nahi Hoti Roj Par Baat Wahi Hai

Badli SAari Duniya Par Hum Wahi Hai.

Yaari Apni Yaari Sabpe Bhaari Hai

Duniya Main Mashoor Yeh Dil Daari Hai,

Yaari Apni Yaari Sabpe Bhaari Hai

Fark Nahi Padta Kya Yeh Duniya Daari Hai.

展开显示全部歌词