Tum kaho ruk jaunga,
Mai tham jaunga
Saari umar
Chaaho toh chal doon wahin,
Jahan tum kabhi
Ho na ojhal
Keh doon ya khamoshi
Mein rakh loon chhupa kar mai
Seh loon ya bebasi
Dil ki doon bata
Bas ek dafa
Tum jo mere saamne
Ho toh jal uthe
Raat taaron si
Saath mere jo raho
Toh duniya lage
Khayalon si
Mera dil thoda sa
Reh gaya adhoora hai,
Tum kaamil kardo na
Meri khatir
Bas ek dafa
Bas ek dafa
Soch kar phir kabhi
Hongi koshishen meri,
Ya rok kar mai abhi tumse keh doon
Bas ek dafa
Bas ek dafa
Bas ek dafa
Bas ek dafa