Ye Ishq Hai-Shreya Ghoshal
    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Ye Ishq Hai - Shreya Ghoshal/Pritam (披淡·查克拉波蒂)

Written by:Irshad Kamil/Pritam

Haan hai koi to wajah

Jo jeena ka maza yun aane laga

Yeh hawaon mein hai kya

Thoda sa jo naasha yun chane laga

Pucho na pucha mujhe kya

Hua hai teri raahon mein aakar

Pucho na pucha na

Pucho na pucha mujhe kya

Milega teri bahon mein aakar

Yeh ishq haaye baithe bithaye

Jannat dikhaye haan

O raama

Yeh ishq haaye baithe bithaye

Jannat dikhaye haan

Todi maine sare hi bandhan zamane tere

Todungi na mein vada

Aadha hissa mere to dil ki kahani ka tu

Piya mein baaki aadha

Dekho na dekho mujhe kya hua hai

Teri yaadhon mein kho kar

Pucho na pucha mujhe kya hua hai

Teri baton mein jeekar

Yeh ishq haaye baithe bithaye

Jannat dikhaye haan

O raama

Yeh ishq haaye baithe bithaye

Jannat dikhaye haan

Haan hai koi to wajah

Jo jeena ka maza yun aane laga

Yeh hawaon mein hai kya

Thoda sa jo naasha yun chane laga

Pucho na pucha mujhe kya

Hua hai teri raahon mein aakar

Pucho na pucha na

Pucho na pucha mujhe kya

Milega teri bahon mein aakar

Yeh ishq haaye baithe bithaye

Jannat dikhaye haan

O raama

Yeh ishq haaye baithe bithaye

Jannat dikhaye haan

Yeh ishq haaye baithe bithaye

Jannat dikhaye haan

O raama

Yeh ishq haaye baithe bithaye

Jannat dikhaye haan

展开显示全部歌词