FALSAFA-Prateeksha Srivastava

FALSAFA

专辑:FALSAFA

时间:2024-12-17

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
猜你喜欢的歌曲
歌词

Bheedh sawalon ki hai

khoj jawabon ki hai

kya hai dikhawa kya hai

apna aur paraya , kya pata

shor zamaane ka ya shor ye dil ka hai

pukaare sapne ya cheekhein ye zimmedariyan

kya pata

kya pata kal ka aane wale pal ka

baant lo aaj ko falsafa har pal ka

iltija hai raaton se ke so sakein hum sukoon mein

khauf se ho pare

dhalta suraj kal bhi aaye roshni ki bhent laaye

aas ki na ho kami

masoomiyat jahan ho mehfooz wahan

aisa jahan kahan, kahan banega pata kya

kya pata

kya pata kal ka

aane wale pal ka

baant lo aaj ko

falsafa har pal ka

展开显示全部歌词