
在手机上保存,获得更好体验
Hum Hain Iss Pal Yahan - A.R. Rahman/Madhushree/Sandeep Acharya
Written by:Ajay Singha/Javed Akhta
Hum hain iss pal yahan
Jaane ho kal kahan
Hum miley na miley
Hum rahey na rahey
Rahegi sadaa yahan pyar ki ye dastan
Sunenge sadaa jise yeh zameen asmaan
Hum hain iss pal yahan
Jaane ho kal kahan
Hum miley na miley
Hum rahey na rahey
Rahegi sadaa yahan
Pyar ki ye dastan
Sunenge sadaa jise yeh zameen asmaan
Hum jahan aaye hain
Meherbaan saaye hain
Hum yahaan hum yahaan
Khwaabon ke
Karwaan laaye hain
Dhadkane hain jawaan
Ga raha hain samaa
Pighli pighli si hain
Mehki tanhaiyan
Hum hain iss pal yahan
Jaane ho kal kahan
Hum miley na miley
Hum rahey na rahey
Rahegi sadaa yahan
Pyar ki ye dastan
Sunenge sadaa jise
Yeh zameen asmaan