
在手机上保存,获得更好体验
Yun Zindagi Ki - Umbayee
Written by:Traditional
Aaa hyaa aa aa aa
Yun
Zindagiki raah mein
Takra gaya koieee
Yun
Zindagiki raah mein
Ik roshni andher mein
Bikhra gaya koieee
Yun
Zindagiki raah mein
Takra gaya koieee
Yun
Zindagiki raah mein
Wo haadsa
Wo pehli mulaaqaat kyaa kahoon
Itni ajab thi
Sooratehaalat kya kahoon
Wo kehar
Wo ghazab
Wo jafa mujhko yaad hai
Wo uski berukhi ki
Ada mujhko yaad hai
Mit ta nahin hai zehan se
Yun chaa gaya koi
Yun
Zindagi ki raah mein
Takra gaya koieee
Yun
Zindagi ki raah mein
Pehle wo mujhko dekhkar
Barham si ho gayee ee
Pehle wo mujhko dekhkar
Barham si ho gayee ee
Phir apne hi haseen
Khayalon mein kho gayee
Bechargi pe meri
Usse reham aa gaya
Shayad mere tadapne ka
Andaaz bha gaya
Sahsose bhi kareeb
Mere aa gaya koi
Yun
Zindagi ki raah mein
Takra gaya koieee
Yun
Zindagi ki raah mein
Ab uss dile kakaah ki
Haalat na poochiye
Ab uss dile kakaah ki
Haalat na poochiye
Benaame arzoo ki
Lazzat na poochiye
Ikk ajnabi tha rooh ka
Armaan ban gaya
Ikk haadsa tha pyaar ka
Unwaan ban gaya
Manzil ka raashta mujhe
Dikhla gaya koiee
Yun
Zindagi ki raah mein
Takra gaya koieee
Yun
Zindagi ki raah mein
Ikk roshni andher mein
Bikhra gaya koiee
Yun
Zindagi ki raah mein
Takra gaya koieee
Yun
Zindagi ki
Raah mein