Fate (Explicit)-Karma

Fate (Explicit)

歌手:Karma

时间:2021-07-16

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
歌词

Bole Naseeb Se Badi Ni Cheez Par Ek Ajeeb Sa Chada Tha Shauk Mujje

Chada Mein Beat Pe Kara Defeat Ab Bolte Goat Mujhe

Naseeb Se Badi Ni Cheez Par Ek Ajeeb Sa Chada Tha Shauk Mujhe

Ab Jab Bhi Milte Aankhon Mein Dikhta Khauf Mujhe

Dekho Naseeb Se Hum Kese Jeete

Kese Aaye Hum Yahan Pe Bina Cheat Ke

Humko Taane Bhi Maare

Bola Gaane Bekaar Hain

Dekho Saare Ke Saare Niche Dhaseete

Per Month Teen Hajaar Ki Job Se

Mai Pahuncha Bees Hajaar Ki Job Pe

Ab Shauk Mere Dekh Ke Saare"Aatishkhumar" Bhi Chaunkte

Jo Shaikhi Baghaarte Bhot The

Ab Vo Beech Bajaar Mein Rokte

Saale Ajeeb Gawaar Se Log Hain

Hum Ab Bhi Sheesh Jhukaake Bolte

Show Pe Kuch Tees Hajaar Se Log The

Pehle Seedhe Saadhe Lagte

Ab Pachees Ilaake Khojte

Tabhi Hum Fees Badhaake Bolte

Yeah!

Tujhe Bas Dikhta Hai Bag Jo Peeche Taanga Mene Lakh Ka

Tujhe Pata Bhi Hai Saale Mein ATM Ka Gaurd Tha

Aaj Bhi M Gaurd Hu Pariwaar Ka Or Art Ka

Kalam Besaakhi Banegi Jab Hone Lagunga M Saath Ka

Aaj Bhi Yaad Mujhe Ke M Kya Hu! Or Kya Tha!!

Aaj Bhi Kabhi Kisiki Ni Chaat Ta !

Let's Go!

Bole Naseeb Se Badi Ni Cheez Par Ek Ajeeb Sa Chada Tha Shauk Mujje

Chada Mein Beat Pe Kara Defeat Ab Bolte Goat Mujhe

Naseeb Se Badi Ni Cheez Par Ek Ajeeb Sa Chada Tha Shauk Mujhe

Ab Jab Bhi Milte Aankhon Mein Dikhta Khauf Mujhe

Fans Ka Pyaar Hi Bhot Hai Uspe Sawaar Hu Break Ni Maara

Stories Mein Khelte Launde Saamne Ek Ni Ara

Inke Gaane Ni Chalre Jab Tak Kalesh Ni Aara

Scene

Itna Positive Hogaya, Game Mein Taste Ni Aara

Karma Pe Pesa Hi Bhot Hai

Karma To Wese Hi Goat Hai

Hori Abhi Jai (ABJ) Kese Calm Rahu?

Calm Rahunga To Seedhe Maut Hai

Kuch Bando Ki Niyat Mein Khot Hai

Kuch Bande Wasiyat Ki Chot Hain

Vo Bande Hai Baap Ke Pese Pe Chaude Hum Unke Baap, We Taught Them!

Mere Sheher Mein Tere Jese Bhot Hain

Tere Sheher Mein Jesa Koi Nahi

Bakse Kamare Haq Se Khaare

Tere Sheher Mein Jab Aare

Jisko Apna Na Pata Ho Esa Koi Ni

Bole Naseeb Se Badi Ni Cheez Par Ek Ajeeb Sa Chada Tha Shauk Mujje

Chada Mein Beat Pe Kara Defeat Ab Bolte Goat Mujhe

Naseeb Se Badi Ni Cheez Par Ek Ajeeb Sa Chada Tha Shauk Mujhe

Ab Jab Bhi Milte Aankhon Mein Dikhta Khauf Mujhe

Duniya Pese Ke Peeche, Mere Peeche Pesa X4

Deep Kalsi Ke Sangeet Pe

展开显示全部歌词