Bolo Na-Sinh

Bolo Na

歌手:Sinh

专辑:Bolo Na

时间:2021-02-13

    使用手机浏览器「扫一扫」

    在手机上保存,获得更好体验

标签
歌词

Bolo na

Kyun mein samjha na dil ki baat

Bekaraar hun mein yahaan tere bina

Pal pal mujhe lage yahan tanhaayi hain

Kyun nahi sehpaata hun ye dooriyan

Ab to saanse bhi lagti hain kam mujhe

Karein to kya karein

Merein dil mein sulagti agan hain yeh

Karein to kya karein

Bola na

Bola na

Bola na

Bola na

Mein hun pareshan

Tu bhi pareshan hain

Kya meri kismat mein

Tera yeh ehsaan hain

Meri duaon mein tu hi raha

Main kahoon ya rahoon bezubaan

Kyun rahe tum yun hamesha se lapataa

Dekhlo hamko dil se ik daffa

Har jagah ab to teri parchaayi hain

Dil mera kya kehta hain tu sun zara

Ab to raate bhi lagti zehar mujhe

Karein to kya karein

Teri khamoshiyon se hain dar mujhe

Karein to kya karein

Bola na

Bola na

Bola na

Bola na

展开显示全部歌词