Daayein na main dekhun baayein
Nazro se goliyaan chale yahan
Dhaanye dhaanye dhaanye dhaanye
Bachke zara chupchaap se
Nikle na dum kahin
Saansein tham
Jaayein Haaye aaye haaye
Maut ke kuein main taktakaati har nazar tujhi pe
Jaanleva jalwa tera
Maarega nahi chodega
Aa zara ghumadun tujhko peeche mere baith zara
Shyaaun shyaun shyaun chale
Vaaun vaaun vaaun kare
Sarpat daudti yeh dekhe har koi jo dare
Dheere dheere dheere dheere
Ruko meri saansein chade
Sarpat daudti yeh
Dhadaam dhadaam dhadaam dhadaam
Peeche peeche peeche peeche
Hat zara hoja peeche
Saansein meri khaulti yeh
Garam garam garam garam
Chah ke bhi ruk na paayein
Kaise hum khudko hataayein
Jo tu na baithegi peeche ki seet pe gaadi ka ab na ghumaayein
Daayein na main dekhun baayein
Nazro main jhaank lun
Tu bhi sharmaaye
Haaye aaye haaye
Rajke naach dhikhaun
Aise main jhumaaun
Ghoome sar daayein baayein
Daayein baayein
Maut ke kuein main taktakaati har nazar mujhi pe
Jaanleva jalwa mera
Maarega nahi chodega
Shyaaun shyaun shyaun chale
Vaaun vaaun vaaun kare
Sarpat daudti yeh dekhe har koi jo dare