
在手机上保存,获得更好体验
Vallah Kya Baat Hai - Various Artists
Woh bijli hai ham shola
Aaj na jaane kya hoga
Chaand se takkar suraj ki
Lo aaya din kayamat ka
Ho ho yaaron husn ki
Ishq se yeh pehli mulaqat
Hai ahaha
Vallah kya baat hai ohoho
Vallah kya baat hai kya baat hai
Woh bijli hai ham shola
Aaj na jaane kya hoga
Chaand se takkar suraj ki
Lo aaya din kayamat ka
Ho ho yaaron husn ki
Ishq se yeh pehli mulaqat
Hai ahaha
Vallah kya baat hai ohoho
Vallah kya baat hai kya baat hai
Hote hein kaafir yun toh
Allah allah kehte hein dilbar jinko
Dil ko udda len haske
Tauba tauba aata hai jaado inko
Lekin hamse jo aankh mili
Toh khaa gaye woh bhi chakkar
Sabh naach woh apne bhool gaye
Aur bhool gaye sab akad
Unko paani peena pada
Ye hai nazook waqt bada
Chaand se takkar suraj ki
Lo aaya din kayamat ka
Ho ho yaaron husn ki
Ishq se yeh pehli mulaqat
Hai
Ha ha ha vallah kya baat hai
Ohoho
Vallah kya baat hai kya baat hai
Aisi bhi kya madhoshi dekho dekho
Hosh nahi aanchal ka
Kehti hein saaf nigaahein
Allah kasam haal bura hai dil ka
Hai baat abhi toh aankhon tak
Aage zaalim kya hoga
Jab dil ko choolengi nazaren
Jaane aalam kya hoga
Chaand se takkar suraj ki
Lo aaya din kayamat ka
Ho ho yaaron husn ki
Ishq se yeh pehli mulaqat
Hai ahaha
Vallah kya baat hai ohoho
Vallah kya baat hai kya baat hai
Woh bijli hai ham shola
Aaj na jaane kya hoga
Chaand se takkar suraj ki
Lo aaya din kayamat ka
Ho ho yaaron husn ki
Ishq se yeh pehli mulaqat
Hai ahaha
Vallah kya baat hai ohoho
Vallah kya baat hai kya baat hai